Zindagi ke es safar mein mil gaya koi tujh jaisa
samajh na payun tu kya hai tere sang ye rishta kaisa
bhulakar sab kuch tujh mein kuch aise ghul gayi
jaise arson baad mere dil ke kinare ko tere ehsaas ki lehar mil gayi
Tu kehta hai meri khushi mein teri khushi
mere gham se hai tera gham
par kambhakht ye judai bhi aisi ki khud na jaanu
kismein hai khushi kismein hai gham
Karun na koi shikwa es zindagi se pana saki tujhe
tere sang har lamhe ne di hai sirf khushi mujhe
ab lafz nahin kuch aur izhaar karne ko
bas hai dua har khusi mile mere pyaar ko.... - MD

No comments:
Post a Comment