Najane unki aankhon mein aisa kya nasha hai
dil karta hai doob jaane ko
na jaane unke muskurahat ki kya wajah hai
mann karta hai har pal chuun jaane ko
kuch na kehkar bhi dono bahut kuch bayaan kar dete hain
ek nazar humse jo mila le na jane hum kyun sharma jaate hain...-MD
 
 
No comments:
Post a Comment